आज सड़कों पर लिखे हैं सैकड़ों नारे न देख,
पर अंधेरा देख तू आकाश के तारे न देख।
एक दरिया है यहां पर दूर तक फैला हुआ,
आज अपने बाज़ुओं को देख पतवारें न देख।
अब यकीनन ठोस है धरती हकीकत की तरह,
यह हक़ीक़त देख लेकिन खौफ़ के मारे न देख।
वे सहारे भी नहीं अब जंग लड़नी है तुझे,
कट चुके जो हाथ उन हाथों में तलवारें न देख।
ये धुंधलका है नज़र का तू महज़ मायूस है,
रोजनों को देख दीवारों में दीवारें न देख।
राख कितनी राख है, चारों तरफ बिखरी हुई,
राख में चिनगारियां ही देख अंगारे न देख।

Other Shayaris you would like to read
Allama Muhammad Iqbal Poetry Utho Meri Duniya Ke Garibon Ko Jaga Do
Posted by
amiT jaiN
on
Tuesday, March 20, 2012
Utho meri duniya ke garibon ko jaga do
Khaak-e-umara ke dar-o-deewaar hila do
(khaak-e-umara = palace of rich people)
Garmaao gulaamon ka lahoo soz-e-yaqin se
Kunjishk-e-phiromaayaa ko shaahin se lada do
Sultaani-e-jamahoor ka ata hai zamana
Jo naqsh-e-kuhan tum ko nazar aaye mita do
Jis khet se dahaqan ko mayassar nahi rozi
Us khet ke har khosha-e-gundam ko jalaa do
Kyon khaaliq-o-makhaluuq me haayal rahen parde
piiraan-e-kaliisaa ko kaliisaa se hataa do
main naakhush-o-bezaar huu.n mar_mar ke silo.n se
mere liye mittii kaa haram aur banaa do
tahaziib-e-navii.n kaar_gah-e-shiishaagaraa.n hai
aadaab-e-junuu.n shaayar-e-mashriq ko sikhaa do
(Allama Muhammad Iqbal)

- HariOm Panwar Main ghayal ghaati ke dil ke dhadkan gaane nikla hoon
- Hum Hain Mataa-E-Koocha-O-Baazaar Ki Tarah-Majrooh Sultanpuri
- Jigar Moradabadi-Aadmi aadmi se milata hai
- Mahendra Singh Bedi Sahar-Aaye Hain Samjhane Log Hain Kitne Deewane Log
- http://www.sheroshayaris.com/2011/12/hasrat-jaipuri-yaaro-mujhe-maaf-karo.html
- DaaG Dehlvi-Aafat ki shoKhiyaan hain tumhaari nigaah mein
- Javed Akhtar-Dard apnata hai paraye kaun
- Aankh pyaasi hai koi manzar de-Rahat Indori
- Dekhna hai wo mujh par meharabaan kitana hai-Zafar Iqbal
- Koi Khushboo Meri Dehleez Ke Paar Utri Hai
Allama Iqbal Sher O Shayari Khird Ke Paas Khabar Ke Siwa Kuch Aur Nahi
Posted by
amiT jaiN
on
Tuesday, March 06, 2012
Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi
Tera ilaaj nazar ke siwa kuch aur nahi
khird=dimaag
Har mukaam se aage mukaam hai tera
Hayaat zauq-e-safar ke siwa kuch aur nahi
Rangon mein gardish-e-khoon hai agar to kya haasil
Hayaat soz-e-jigar ke siwa kuch aur nahi
Uroos-e-laala munasib nahi hai mujhse hijaab
Ki main nasiim-e-sahar ke siwa kuch aur nahi
Jise kasaad samajhte hain taajaran-e-firang
Wo shay mataa-e-hunar ke siwa kcuh aur nahi
Giraan bahaa hai to hifz-e-khudi se hai warna
Gauhar mein aab-e-gauhar ke siwa kuch aur nahi
giraan bahaa=precious; hifz-e-khudi=preservation of self
(Allama Iqbal)

- Zakhm ko phool to sar sar ko saba kahte hain-Ahmed Faraz Shayari
- Firaq GorakhPuri Shayari-Ab aksar chup-chup se rahe hain youN hi kabhu
- Munawwar Rana Shayari-Ajab duniya hai na shayar yaha par sar uthate hai
- Maa Shayari Munawwar Rana Jab kabhi kashti meri sailaab mein
- Faiz Ahmed Faiz Shayaris Yun saja chaand ki chalka tere andaaz ka rang
- Apani marzi se kahan apane safar ke hum hain-Nida Fazli Shayaris
- Bashir Badra Aa Chandni Bhi Meri Tarah Jaag Rahi Hai
- Apne hothon par sajana chahata hun Qateel Shifaai Ghazals
- Chandni Chat Pe Chal Rahi Hogi-Dushyant Kumar Shayaris
- Aao ki koi Khwab bune kal ke waaste-Sahir Ludhianvi
Ahmed Faraz Ab Kis Ka Jashn Manate Ho Us Desh Ka Jo Taqseem Hua
Posted by
amiT jaiN
on
Tuesday, February 28, 2012
Ab kis ka jashn manate ho us desh ka jo taqsiim hua
Ab kis ke geet sunate ho us tan man ka jo do neem hua
[taqsiim=divided; do neem=cut in two]
Us khwaab ka jo reza reza un aankhon ki taqdeer hua
Us naam ka jo tukda tukda galiyon mein be-tauqeer hua
Us parcham ka jis ki hurmat bazaaron mein neelaam hui
Us mitti ka jis ki hurmat mansoob udoo ke naam hui
parcham=flag; hurmat=respect/honour;mansoob=nominated, udoo=enemy
Us jang ko jo tum haar chuke us rasm ka jo jaari bhi nahi
Us zakhm ka jo seene pe na tha us jaan ka jo waari bhi nahi
Us khoon ka jo bad kismat tha raahon mein bahaya tan mein raha
Us phool ka jo be keemat tha aangan mein khila ya van mein raha
Us mashriq ka jis ko tum ne neze ki ani marham samajha
Us magarib ka jis ko tum ne jitna bhi loota kam samajha
[mashriq=east; nezaa=spear; anii=spear's point]
[marham=salve/ointment; magarib=west]
Un maasoomo ka jin ke lahoo se tum ne farozaan raaten ki
Ya un mazaloomon ka jis se khanjar ki zubaan mein baaten ki
farozaan=illuminate; mazaloom=oppressed
Us mariyam ka jis ki iffat lutti hai bhare baazaaron mein
Us iisa ka jo kaatil hai aur shaamil hai gam khwaaron mein
In nauhaagaron ka jin ne hume khud katl kiya khud rote hain
Aise bhi kahi dam saaz huye aise jallaad bhi hote hai
Un bhookhe nange dhaanchon ka jo raqs sar-e-baazaar karen
Ya un zaalim qazzaaqon ka jo bhes badal kar waar karen
Ya un jhoothe iqaraaron ka jo aaj talak aifa na hue
Ya un bebas laachaaron ka jo aur bhi dukh ka nishaana hue
Is shaahi ka jo dast-ba-dast aai hai tumhaare hisse mein
Kyon nang-e-watan ki baat karo kya rakha hai is kisse mein
Aankhon mein chupaye ashkon ko honthon mein wafa ke bol liye
Is jashn mein bhi shaamil hoon nauhon se bhara kashkol liye
(Ahmed Faraz)

- Nida fazli shayari ghazals and shers inspirational shayaris
- Nida Fazli Ghazals Tera hijr mera nasib hai
- ho gayi hai peer parvat si pighalni chaahiye Dushyant kumar
- Pushp ki Abhilasha Chaah Nahi Main SurBala Ke Gehano Mein
- Besan ki sondhi roti par Khatti chatni jaisi maa Nida Fazli
- Dushyant kumar poems hindi kavita
- Har ek aawaaz urdu ko fariyadi batati hai Munawwar rana
- Rahat Indori Wafa ko aazmana chahiye tha humara dil dukhana chahiye tha
- Nida Fazli|Deewar o Dar Se Utar Kar Perchaiyaan Bolti Hain
- Parveen Shakir shayari-Achha Lagta Hai
PageViews PostViews Counter For Blogspot Bloggers
Posted by
amiT jaiN
on
Saturday, February 25, 2012
Page views post view or post views hit counter to count how many times any post or article on blogspot blog has been read.
Several times bloggers like to count how many times any post or articles on blog has been read.
But blogger doesn't provide any way for counting page views or any post hit counter widget
I've written a hit counter script for blogspot bloggers to count page / post views or hits and sharing it with everyone who needs it
Click this link to read how to implement it on your blog
Have fun
Jinhe main dhoondhta tha aasmano mein zamino mein
Wo nikle mere zulmat-e-khaana-e-dil ke makeeno mein
Maheene vasl ke ghadiyon ki soorat odhte jaate hain
Magar ghadiyaan judaai ki guzarti hai mahino mein
Mujhe rokega too aye naakhuda kya garq hone se
Ki jin ko doobna hai doob jaate hain safeenon mein
Jala sakti hai sham-e-kushta ko mauj-e-nafas un ki
Ilaahi kya chupa hota hai ahal-e-dil ke seeno mein
Tamanna dard-e-dil ki ho to kar khidmat faqeeron ki
Yahi milta ye gauhar baadashaaho ke khaziino mein
Mohabbat ke liye dil dhoondh koi tootne waala
Ye wo mai hai jise rakhte hain naazuk aabgiino mein
Bura samajhoon unhen mujh se to aisa ho nahi sakta
Ki main khud bhi to hoon "iqbal" apne nuktachiinon mein
(Allma Mohammad Iqbal)

- Shayaris and ghazals of bashir badr
- Jab Sehar chup ho Hansa lo Hum ko
- Ghazals of Bashir Badr
- Khushboo ki Tarah Aaya wo tez Hawaaon mein Bashir Badr
- Inspirational shayaris Bashir Badr ye chaandni bhi jin ko choote huye darti hai
- Bashir badr sher o shayari collection
- wo nahi hai to uski aas rahe ek jaaye to ek paas rahe
- Motivational shayaris-Is Zakhmi Pyaase ko Is tarah pila dena
- Page view post views hit counter for blogspot bloggers
- Koi Jata hai yahan se na koi aata hai Bashir Badr
Allama Muhammad Iqbal Shayari-Aata hai yaad mujhko guzra hua zamana
Posted by
amiT jaiN
on
Friday, February 17, 2012
Aata hai yaad mujhko guzra hua zamana
Wo baag ki bahaaren wo sab ka chah-chahaana
Aazaadiyan kahan wo ab apane ghonsle ki
Apni khushi se aana apani khushi se jaana
Lagti ho chot dil par aata hai yaad jis dam
Shabnam ke aansuon par kaliyon ka muskrana
Wo pyari pyari soorat wo kamini si moorat
Aabaad jis ke dam se tha mera aashiyana
(Allama Muhammad Iqbal)
Wo baag ki bahaaren wo sab ka chah-chahaana
Aazaadiyan kahan wo ab apane ghonsle ki
Apni khushi se aana apani khushi se jaana
Lagti ho chot dil par aata hai yaad jis dam
Shabnam ke aansuon par kaliyon ka muskrana
Wo pyari pyari soorat wo kamini si moorat
Aabaad jis ke dam se tha mera aashiyana
(Allama Muhammad Iqbal)
Other Shayaris you would like to read
- Teri nigaah ke jaadoo bikharte jate hain Ahmed Faraz
- Aashiqui be dili se mushkil hai Ahmed Faraz
- Qurbaton mein bhi judaai ke zamaane maange
- Chali aati hain dabe paaon teri yaadein shaam dhale
- Wo ek dost jo mujhko KHUDA sa lagta hai
- shola-e-ishq bujhana bhi nahi chahta hai
- Har Kadam mein teri hi aahat sunaai deti hai
- Janam din Shayari Tere Janam Din Par Tujhe Kya Pesh Karu
- Bashir Badr Sabz Patte Dhoop ki ye Aag jab Pee Jayenge
- Har roz hume Milna Har Roz Bicharna hai - Bashir Badr
Had-e-nigaah tak ye zameen hai siyaah phir-Shahryar
Posted by
amiT jaiN
on
Wednesday, February 15, 2012
Had-e-nigaah tak ye zameen hai siyaah phir
Nikali hai jugnuon ki bhatakti sipaah phir
Honthon pe aa raha hai koi naam baar baar
Sannaaton ki tilism ko todegi aah phir
Pichle safar ki gard ko daaman se jhaad do
Aawaaz de rahi hai koi sooni raah phir
Berang aasmaan ko dekhegi kab talak
Manzar naya talaash karegi nigaah phir
Dheeli hui giraft junoon ki ke jal utha
Taaq-e-hawas mein koi charaag-e-gunaah phir
(Shahryar)

- Motivational shayaris inspiratonal shayaries
- Kal khwab mein dekha tha tumhe
- Four liners shayaris -Raat ki khaamoshi raas nahi aati
- Kadam Kadam Pe Saharon Ne Saath Chor Diya
- Is kadar na har baat yaaro se poocho
- trace mobile phone number in india
- Is kadar na har baat yaron se poocho
- bahut khushnuma kal ki Raat guzri hai Kuch tanha par kuch khaas
- Nazar ke saamne koi aks jhilmilaaye bahut
- Betaab tamannaon ki kasak rahne do
Shahryar Poetry-Ajeeb saaneha mujh par guzar gaya yaaro
Posted by
amiT jaiN
on
Tuesday, February 14, 2012
Ajeeb saaneha mujh par guzar gaya yaaro
Aain apane saaye se kal raat Dar gaya yaaro
Har ek naqsh tamanna ka ho gayaa dhundhala
Har ek zaKhm mere dil ka bhar gayaa yaaro
Bhatak rahi thi jo kashti wo Gaqr-e-aab hui
chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro
Wo kaun tha wo kahan ka tha kya hua tha use
Suna hai aaj koi shaKhs mar gaya yaaro
Aain apane saaye se kal raat Dar gaya yaaro
Har ek naqsh tamanna ka ho gayaa dhundhala
Har ek zaKhm mere dil ka bhar gayaa yaaro
Bhatak rahi thi jo kashti wo Gaqr-e-aab hui
chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro
Wo kaun tha wo kahan ka tha kya hua tha use
Suna hai aaj koi shaKhs mar gaya yaaro
Other Shayaris you would like to read
- Mahek teri aaj bhi meri saanson me hai Har ek ada teri meri aankhon mein hai
- Suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain Ahmed Faraz
- Namabar apna hawaao ko banaane wale Ab na aaynege palat kar kabhi jaane wale
- juz tere koi bhi din raat na jane mere - ghazals of Ahmed Faraz
- Sabne pehana tha bade shauk se kaagaz ka libaas qateel shifaai
- Aankhon ke sab khwaab kahi kho jaate hain short shayaries
- Chehre badalne ka hunar mujh mein nahi
- Humara dil savere ka sunhara jaam ho jaaye Bashir Badr
- Kuch aankh milaane se kar li hai nazar zakhmi
- nida fazli ghazals shayaris and poetry maa
Aise hijr ke mausam tab tab aate hain-Shayaris of Shahryar
Posted by
amiT jaiN
on
Monday, February 13, 2012
Aise hijr ke mausam tab tab aate hain
Tere alaawa yaad hame sab aate hain
Jaadu ki aankhon se bhi dekho duniya ko
Khwaabon ka kya hai wo har sab aate hain
Ab ke safar ki baat nahi baaqi warna
Hum ko bulaayen dasth se jab wo aate hain
Kaagaz ki kasthi mein dariya paar kiya
Dekho hum ko kya kya kartab aate hain
(Shahryar)
ऐसे हिज्र के मौसम कब-कब आते हैं,
तेरे अलावा याद हमें सब आते हैं,
जागती आँखों से भी देखो दुनिया को,
ख़्वाबों का क्या है, वो हर शब आते हैं,
अब वो सफ़र की ताब नहीं बाक़ी - वरना,
हमको बुलावे दश्त से जब-तब आते हैं,
कागज़ की कश्ती में दरिया पार किया,
देखो हमको क्या-क्या करतब आते हैं.

- two liners sher o shayari collection - Aapki yaadon ke bade ehsaan hain
- Zindagi Sirf Mohabbat Nahi Kuch Aur Bhi Hai - Inspirational Shayaris
- Is zalim duniya main kaun jeena chahta hai Agar tu mil jaye to baat kuch aur hai
- Garmiye hasrat e nakaam se jal jaate hain-Ghazals of Qateel Shifaai
- Un se hume kuch kaam nahi hai Dil ko magar aaraam nahi hai
- Munawwar rana-Humara teer kuch bhi ho nishaane tak pahunchta
- Inspirational shayari by munawwar rana-Sab ke kehne se iraada
- Munawwar rana sher o shayari and ghazals collection
- ahmed faraz shayari collection raazdaro se bachkar chalta hoon
- Dukh sukh ki dhoop chaanv se aage nikal gaye Hum khwaahisho ke gaavn se aage nikal gaye
Subscribe to:
Posts (Atom)
Topics
- Ahmed Faraz
- Bashir Badr
- Bewafa
- Broken Heart
- DaaG Dehlvi
- Dushyant kumar
- Faiz Ahmad Faiz
- Firaq GorakhPuri
- Four line shayaries
- Gazals
- Gham
- Ghazal
- Ghazals
- Gulzar
- HariOm Panwar
- Harivansh rai bachhan
- Hasrat Jaipuri
- Hindi Kavita
- Inspirational shayaries
- Iqbal
- Janam din
- Javed Akhtar
- Jigar MoradaBadi
- Kaifi Azmi
- Kumar Vishwas
- Love shayaries
- maa
- Mahendra Singh Bedi Sahar
- Maithili Sharan Gupt
- Majrooh Sultanpuri
- Mirza Ghalib
- Mohammad Iqbal
- Mother
- Munawwar rana
- Nida Fazli
- Old hindi songs
- Parveen Sakir
- Qateel Shifaai
- Rahat Indori
- Ramdhari Singh Dinkar
- Sad shayaries
- Sahir Ludhianvi
- Shahryar
- Short Shayaries
- Siddhuism
- Two Line Shayaries
- Wasim Barelvi
- Yaadein
- Zafar GorakhPuri
- Zafar Iqbal
- Zindagi
Archive
-
▼
2012
(33)
- ► March 2012 (2)
- ► February 2012 (15)
- ► January 2012 (15)
-
►
2011
(22)
- ► December 2011 (20)
- ► November 2011 (2)
-
►
2009
(180)
- ► April 2009 (30)
- ► March 2009 (30)
- ► February 2009 (27)
- ► January 2009 (30)
-
►
2008
(110)
- ► December 2008 (11)
- ► November 2008 (2)
- ► October 2008 (1)
- ► September 2008 (27)
- ► August 2008 (29)
- ► March 2008 (1)
- ► January 2008 (5)
-
►
2007
(102)
- ► November 2007 (11)
- ► October 2007 (7)
- ► September 2007 (24)
- ► August 2007 (10)
- ► April 2007 (5)
- ► March 2007 (2)
- ► February 2007 (14)
- ► January 2007 (11)
-
►
2006
(77)
- ► December 2006 (6)
- ► November 2006 (1)
- ► September 2006 (25)
- ► August 2006 (1)
- ► April 2006 (8)
- ► March 2006 (1)
- ► February 2006 (2)
- ► January 2006 (1)
-
►
2005
(1)
- ► December 2005 (1)